Sardar ne chineese X-ray glasses khareeday..
.
chasma lagatay he sab nangay nazar aatay thay.........
.
.
aur jab chashma utaar do to sab normal..
.
woh chashma laga kar ghar puhancha to apni biwi ko dost k saath
nangay bed par dekha.
.
ousne chasha utaara to woh donon phir bhi nangay nazar aaye !
.
sardar bola yehi museebat hai chineese cheezon ki buhat
jald kharab ho jati hein !
No comments:
Post a Comment