aik shakhs aik bachay ko lekar nayi ki dukaan mein dakhil huwa !
.
sheikh ne baal katwaayi, shave banwayi aur
nai ko kaha k bachay k baal kat do mei nsabzi lekar abhi aata hoon
,
nai ne bachay k baal bhi kaat diye..
.
magar sheikh na aaya
kafi der intizaar k baad nayi ne bachay se poocha k tumharay
abbu kahan reh gaye?
.
to bachay ne kaha k woh mere abbu to nai hein >
.
Nayi: to phir woh kone thay?
.
bacha bola mein gali mein khel rha tha yeh aaye aur kaha k chalo mein
tumhari muft mein cutting karwa k lata hoon :D
No comments:
Post a Comment