Wednesday, 25 July 2012

Sajda-e-Isha....


sajda-e-ishq ho to ibadat mein maza aata hai ..
.
khali sajdon mein to duniya he hasil hoti hai
.
log kehtay hein k bus farz ada karna hai
.
aisa lagta hai koi qarz liya ho rab se
.
tere sajday tujhay kaheen kafir na kar dein A Iqbal !
.
tu jhukta kaheen aur hai aur sochta kaheen aur hai ...

No comments:

Post a Comment