Thursday, 19 July 2012

Aqwal-e-Hazrat Ali Razi (Allah'ho Ta'la Anho)


mein puri zidagi mein aik raat sakoon se soya hoon ...
.
.
poocha gaya woh konsi raat?
Hazrat Ali ne farmaya
;
'jiss raat Sarkare-e-do-Aalam ne farmaya k ' A Ali mere bistar par so jao aur subha
 logon ki amaantein wapis karke Madeenay aajana
,
kiyoon k ous raat mujhay yaqeen tha k mein subha zaroor zinda uthoon ga..
SubhanAllah.....

No comments:

Post a Comment